Train reservation ticket me pnr ,RAC & RS371 means kya hota h .
Train reservation system me kai tarah ka code hota h ,kuch code station ke nam ka hota h ,kuch seat tatha ticket aur seat confirmation ke bare me hota h .Esme se ek h RAC it means reservation against cancellation hota h . RAC me aapko baithne ke liye ek seat diya jayega but pura ek seat aapko nhi diya jata h blki ek seat ko kisi aur ke sath share krna pdata h .bad me ydi TTE ko khi khali seat dikhega to vo dono ko ek ek seat alg alg allot kar dega . Vaise aap ticket se sambandhit jankari 139 number par apne PNR NUMBER dal kr sms kr ke Jan sakte h . PNR means passanger name record hota h jo ek digital information passenger ke bare me hota h .es n ke aadhar par aap apne ticket reservation ki position ke bare me puri jankari pa sakte h . Aap PNR status on line Google ke madhyam se ya IRCTC aap , railyatri app kisi se pa sakte h . PNR STATUS 10 number ka digit hota h jo ticket ke left upper side me likha rahta h. Now , RS371 ka meaning h ki aapka seat chart prepared ho jane ke bad RA